नानखटाई बनाने की विधि – Nan Khatai Recipe

Nan khatai Recipe in Hindi- नान खटाई रेसिपी | nankhatai Biscuit in Hindi
 
Prep time
Cook time
Total time
 
Author:
Recipe type: Sweets
Cuisine: Indian
Ingredients
  • मैदा (All purpose flour) - 1 कप
  • सूजी (Semolina) - ¼ कप
  • बेसन (Gram flour) - ½ कप
  • पिसी हुई चीनी (Powdered sugar) - 1 + ½ कप
  • इलाइची पाउडर (Cardamom Powder) - ¼ चम्मच
  • घी (Clarified Butter)- ½ कप
  • बेकिंग पाउडर (Baking Powder) - 1 चुटकी
Instructions
  1. नान खताई बनाने के लिए एक बर्तन में मैदा, सूजी और बेसन को अच्छे से मिला लें।
  2. उसी बर्तन में पिसी हुई चीनी, इलाइची पाउडर और एक चुटकी बेकिंग पाउडर डालें।
  3. सभी सूखी सामग्री को अच्छे से मिला लें।
  4. अब मिश्रण में घी डालें और मसल मसल के आटा गूंद लें।
  5. गूंदे हुए आटे को धक कर 15 मिनिट के लिए फ्रिज में सेट होने के लिए रखें।
  6. माइक्रोवेव को 180 डिग्री C पर प्रीहीट करें।
  7. आटे के छोटे छोटे पेड़े बना लें और बेकिंग ट्रे पर थोड़ी दूरी बना कर रखें।
  8. प्रीहीट किए हुए ओवेन में बेकिंग ट्रे को रखें और 8 से 9 मिनिट के लिए नान खटाई को बेक करें।
  9. ट्रे को ओवेन से बाहर निकालें और नान खटाई को सामान्य तापमान पर ठंडा होने के लिए रख दें।
  10. गरम गरम चाय के साथ तैयार स्वादिष्ठ नान खटाई का आनंद लें।

Nankhatai Biscuit Recipe – घर पर नान खटाई kaise banaye:
nan khatai, नानखटाई, नान खटाई रेसिपी, nankhatai recipe in hindi
How to make Nankhatai Bisuit (नानखटाई banane ki vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Nan khatai banane ke liye ek bartan mein maida, sooji aur besan ko ache se mila lein.
  2. Ache se milane ke baad bartan mein peesi hui cheeni, elaichi powder aur ek chutki baking powder daalein.
  3. Sabhi sookhi samagri ko ache se mila lein.
  4. Ab mishran mein ghee daalein aur masal masal ke aata goondh lein.
  5. Goonde hue mishran ko dhak kar 15 minute ke liye fridge mein set hone ke liye rakhein.
  6. Microwave ko 180 degree C par preheat karein.
  7. Aate ke chote chote pede bana lein aur baking tray par thodi doori par rakhein.
  8. Preheat kiye hue oven mein baking tray ko rakhein aur 8 se 9 minute ke liye nan khatai ko bake karein.
  9. Tray ko oven se bahar nikalein aur nan khatai ko samanye tapmaan par thanda hone ke liye rakh dein.
  10. Garam Garam chai ke saath taiyaar swadisth nan khatai ka anand lein.

Save

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

code

Rate this recipe: