Lacha Paratha Recipe – Lachha Paratha Banane ki Vidhi

 Lachha paratha Ingredients (Samagri):

  • Atta – 1 Cup
  • Paani – Aata Gundne ke liye
  • Tel /Ghee – 2 chammach (dough ke liye)
  • Tel /Ghee – Parantha sekne ke liye
  • Namak Swadanusar

lachha paratha banane ki vidhi, lachha paratha kaise banaye

Lachedar Paratha Recipe (Laccha paratha banane ki vidhi):

  1. Lachedar paratha banane ke liye, ek bade bartan me aata, tel aur namak daalein.
  2. Ab isme halka gunguna paani daal kar iska aata gund lein.
  3. Tyaar kiye hue aate ke pede bana lein.
  4. Ab iss taiyar pede ko haathon ki madad se ek roll ka aakaar dete hue ghuma lein.
  5. Iss tyar roll ka ek kinara padke aur gol ghumaye taaki dubara pedhe ka aakaar ban jayein.
  6. Tyaar kiye hue pede ko bel lein.
  7. Tave ko garam kar lein. Ab iss bele hue parathe ko garam tave par rakhein
  8. Jab parantha adha se pak jayein, to paranthe ko palat dein aur upar se ghee lagayein.
  9. Isi prakaar pranthe ko dono taraf se ache se sunhera kar lein.
  10. Aapka lachedaar parota taiyaar hai.
  11. Chutney ya sabji ke saath Lachha paratha ka anand lein.

Lachedar Paratha Recipe in Hindi

Lacha Paratha Recipe in Hindi - लच्छा पराठा| Laccha Paratha Banane ki Vidhi
 
Recipe type: Breakfast
Cuisine: Indian
Ingredients
  • गेहूं का आटा - 1 कप
  • पानी - आटा गूंदने के लिए
  • तेल /घी - 2 चम्मच (आटा गूंदने के लिए)
  • नमक स्वादानुसार
  • तेल /घी (परांठा सेकने के लिए) - ज़रूरत अनुसार
Instructions
  1. लच्छा परांठा बनाने के लिए, एक बड़े बर्तन मे आटा, तेल और नमक डालें।
  2. अब इसमे हल्का गुनगुना पानी डाल कर इसका आटा गूंद लें।
  3. तैयार किए हुए आटे के पेड़े बना लें।
  4. अब इस तैयार पेड़े को हाथों की मदद से एक रोल का आकार देते हुए घुमा लें।
  5. इस तैयार रोल का एक किनारा पड़के और गोल घुमाए ताकि दुबारा पेड़े का आकार बन जाए।
  6. तैयार किए हुए पेड़े को बेल लें।
  7. तवे को गरम कर लें। अब इस बेले हुए पराठे को गरम तवे पर रखें।
  8. जब परांठा आधा से पक जाए, तो परांठे को पलट दें और उपर से घी लगाएं।
  9. इसी प्रकार परांठे को दोनो तरफ से अच्छे से सुनहेरा कर लें।
  10. आपका लछेदार परांठा तैयार है।
  11. चटनी या सब्जी के साथ लच्छा परांठे का आनंद लें।
Nutrition Information
Serving size: 1-2

Incoming Search Terms:

  • lachha paratha banane ki vidhi
  • lachha paratha kaise banate ghar par
  • lachha paratha recipe in hindi
  • lachha paratha kaise banaye jate hain

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

code

Rate this recipe: