Plain Dosa Recipe in Hindi - सादा डोसा बनाने की विधि
Author: Raj Rani
Cuisine: Indian
Ingredients
- चावल - 2 कप
- उड़द की दाल - 1 कप
- नमक - ½ चम्मच
- तेल - डोसा पकाने के लिए
Instructions
- चावल और दाल को 4 से 5 घंटे अलग-अलग भिगो कर रख दें।
- भीगे हुए दाल और चावल को अलग अलग पीस लें।
- एक बर्तन में चावल और दाल के पेस्ट को मिलाकर एक बैटर तैयार कर लें और एक घंटा रख दें।
- बैटर में नमक मिलायें और अच्छे से फेंट लें।
- नॉन स्टिक पैन गरम करके तेल और पानी छिड़के और कपड़े से पॉच लें, आंच धीमी करके बैटर डालें
- फिर बैटर डालकर कटोरी से फैलाएं। (आँच मध्यम कर दें)
- थोड़ा पकने पर डोसा के ऊपर और किनारो पर हल्का सा तेल छिड़के।
- ऊपर की परत जब पकने लगे और किनारों से डोसा उठने लगे तब डोसा को प्लेट में निकाल लें।
- तैयार सादा डोसा सांबर और नारियल की चटनी के साथ सर्व करें।
Plain Dosa Recipe in Hindi – सादा डोसा kaise banaye:
How to make Plain Dosa ( प्लेन डोसा Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:
- Chawal aur dal ko 4 se 5 ghante alag alag bhigo kar rakh dein.
- Bheege hue dal aur chawal ko alag alag pees lein.
- Ek bartan mein chawal dal ke paste ko milakar ek batter taiyaar kar lein aur ek ghanta rakh dein.
- Batter mein namak milayein aur achhe se phent lein.
- Non stick pan garam karke tel aur paani chidke aur kapde se poch lein aur phir batter daalkar katori se falaiyein. Aanch madhyam hi rakhein.
- Thoda pakne par dosa ke upar aur kinaaro par halka sa tel chhidkein.
- Upar ki parat jab pakne lage aur kinaaron se dosa uthne lage tab dosa ko plate mein nikaal lein.
- Taiyaar plain dosa sambhar aur nariyal ki chutney ke saath serve karein.