Aam Papad Recipe in Hindi - आम पापड़ बनाने की विधि

Ingredients
- आम – ½ किलो
- चीनी – 2 बड़े चम्मच
Instructions
- आम को धो कर छील लें।
- आम का गूदा निकाल कर बलेंडर में चीनी के साथ पीस लें और एक स्मूद पेस्ट त्यार करें।
- एक पैन को गरम करके आम का पेस्ट डालें।
- 7 से 10 मिनट आम के पेस्ट को पका ले और गैस बंद कर दें।
- एक प्लेट या प्लैन थाल पर तेल लगाए और पकाया हुआ आम का पेस्ट फैलाएं और आम की पतली परत बना लें। (ज़्यादा मोटी लेयर ना हो)
- इस प्लेट को धूप में या पंखे पर एक दिन सूखने के लिए रख दें।
- सूखने पर चाकू की मदद लेयर काट कर निकाल लें और एक के ऊपर एक तीन चार लेयर त्यार करें।
- फिर चाकू से आकर देकर त्यार आम पापड़ का मज़ा लें।
Aam Papad Recipe in Hindi – Papad kaise banaye:
How to make Mango Papad (आम पापड़ Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:
- Aam ko aache se dho kar cheel lein.
- Aam ka gooda nikaal kar blender mein cheeni ke saath pees lein aur ek smooth paste tyaar karein.
- Ek pan ko garam karke aam ka paste daalein.
- 7 se 10 minute aam ke paste ko pakale aur gas band kar dein.
- Ek plate yaa plain thaal par tel lagaye aur pakaya hua aam ka paste falaiyein aur aam ki patli parat bana lein (jyada moti layer naa ho).
- Iss plate ko dhoop mein yaa pankhe par ek din sookhne ke liye rakh dein.
- Sookhne par chaaku ki madad layer kaat kar nikaal lein aur ek ke upar ek teen chaar layer tyaar karein.
- Phir chaaku se aakar dekar tyaar aam papad ka mazaa lein.