मटर स्टोर करने की विधि – How to Preserve Green Peas

मटर स्टोर करने की विधि - How to Preserve Green Peas | Store Matar in Hindi
 
Author:
Ingredients
  • मटर - 2 किलो
  • चीनी - 4 से 5 चम्मच
Instructions
  1. मटर को छिलकों से निकाल कर 2 से 3 बार बहते पानी में धो लें.
  2. एक पतीले में इतना पानी लें की जिसमे मटर भीग जायें और पानी उबाल लें.
  3. आँच धीमी कर के पानी में चीनी डालें, साथ ही पानी में हरे मटर डालें और 2 मिनिट भीगे रहने दें.
  4. अब आँच बंद कर दें और पानी को छान लें.
  5. एक पतीले में ठंडा पानी लें और उसमे ब्लांच किए हुए मटर को डालें.
  6. मटर ठंडे होने पर पानी को अच्छे से छान लें और छोटे छोटे ज़िप लॉक प्लास्टिक बैग में डाल दें और फ्रीज़र में रख दें.
  7. मटर को इस तरह प्रिज़र्व करने में वह काफ़ी लंबे समय तक ताज़ा रहते हैं। जब भी ज़रूरत हो तब मटर निकालें और सब्ज़ी में प्रयोग करें।

Matar Store kaise Kare – घर पर मटर स्टोर kaise karein:

store matar, preserve peas, मटर स्टोर करने की विधिHow to Store Peas in Hindi (मटर स्टोर karne ki vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Matar ko chhilkon se nikaal kar 2 se 3 baar behte paani mein dho lein.
  2. Ek patile mein itna paani lein ki jisme matar bheeg jayein aur paani ubaal lein.
  3. Aanch dheemi kar ke paani mein chini daalein, saath hi paani mein hare matar daalein aur 2 minute bheege rehne dein.
  4. Ab aanch band kar dein aur paani ko chhaan lein.
  5. Ek patile mein thanda paani lein aur usme blanch kiye hue matar ko daalein.
  6. Matar thande hone par paani ko achhe se chhaan lein aur chote chote zip lock plastic bag mein daal dein aur freezer mein rakh dein.
  7. Matar ko iss tarah preserve karne mein veh kaaphi lambe samay tak taaza rehte hain. Jab bhi jarurat ho tab matar nikalein aur sabzi mein prayog karein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

code

Rate this recipe: