गाजर की कांजी रेसिपी - Carrot Kaanji Recipe in Hindi

Author: Raj Rani
Ingredients
- काली गाजर - 500 ग्राम
- पानी - 1 लीटर
- काला नमक - ½ चम्मच
- सफ़ेद नमक - ½ चम्मच
- काली मिर्च पाउडर - 2 चुटकी
- राई - 2 चम्मच, पिसी हुई
- हींग - 1 चुटकी
Instructions
- गाजर को छील कर अच्छे से धो लें और लंबे टुकड़ों में काट लें।
- एक बरतन में कटी हुई गाजर, पानी और सभी सामग्री को मिला लें।
- कांजी के मिश्रण को काँच या चीनी मीठी के बर्तन में डालें और ढक्कन बंद कर दें।
- कांजी के बर्तन को 2 से 3 दिन धूप में रखें। ठंड के मौसम में कांजी को 4 से 5 दिन धूप में रखें।
- कांजी खट्टी होने पर आप उसे फ्रिड्ज में स्टोर कर के रखें ताकि वो और खट्टी ना हो और ठंडी ठंडी कांजी परोसें।
Gajar ki Kaanji Recipe in Hindi – गाजर की कांजी kaise banaye:
How to make Carrot Kanji (गाजर की कांजी Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:
- Gajar ko chheel kar ache se dho lein aur lambe tukdon mein kaat lein.
- Ek baratan mein kati hui gajar, paani aur sabhi samagri ko mila lein.
- Kaanji ke mishran ko kaanch ya cheeni mithi ke bartan mein daalein aur dhakkan band kar dein.
- Kaanji ke baratan ko 2 se 3 din dhoop mein rakhein. Thand ke mausam mein kaanji ko 4 se 5 din dhoop mein rakhein.
- Khati kaanji taiyaar hone par aap use fridge mein store kar ke rakhein taaki wo aur khati na ho aur thandi thandi kaanji parosein.