Kaju Katli Recipe – काजू कतली रेसिपी

Kaju Katli Recipe - काजू कतली रेसिपी | Kaju Barfi Recipe in Hindi
 
Author:
Ingredients
  • काजू - 250 ग्राम
  • चीनी - ½ कप
  • देसी घी - 2 बड़े चम्मच
  • इलाइची पाउडर - ¼ चम्मच
Instructions
  1. काजू कतली बनाने के लिए मिक्सी में काजू को बारीक पीस लें।
  2. एक कड़ाही में ½ ग्लास पानी उबलने रखें। पानी उबलने पर उसमे चीनी डालें और चीनी घुलने पर 1 से 2 मिनिट पका लें।
  3. चाशनी में काजू के तैयार पाउडर को डालें और अच्छे से मिलायें।
  4. मिश्रण को तब तक पकाएं जब तक जमाने के लिए तैयार ना हो जाए।
  5. सामान्य तापमान पर मिश्रण को रख दें। मिश्रण जब हल्का गरम हो तब उसकी एक लोई तैयार कर लें।
  6. एक ट्रे पर बटर पेपर रख कर उस पर लोई को हल्के हाथों से फैलायें और बेलन से काजू कतली जितनी पतली परत बना दें।
  7. काजू कतली की परत को तेज़ चाकू की मदद से 30 घंटे बाद डाइमंड के आकार में काट लें।
  8. तैयार काजू कतली पर आप चाहें तो चाँदी की वरक चढ़ा दें।
  9. घर पर बनी स्वादिष्ट काजू कतली का आनंद लें।

Kaju ki Barfi Recipe in Hindi – काजू कतली kaise banaye:

kaju katli, kaju ki barfi, काजू कतली रेसिपी, kaju barfi banane ki vidhiHow to make Kaju Katli (काजू कतली Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Kaju katli banane ke liye mixi mein kaaju ko bareek pees lein.
  2. Ek kadahi mein 1/2 glass paani ubalne rakhein. Paani ubalne par usme cheeni daalein aur chini ghulne par 1 se 2 minute paka lein.
  3. Chashni mein kaaju ke taiyaar powder ko daalein aur ache se milayein.
  4. Mishran ko tab tak pakayein jab tak jamane ke liye taiyaar na ho jaye.
  5. Samanya taapmaan par mishran ko rakh dein. Mishran jab halka garam ho tab uski ek loi taiyaar kar lein.
  6. Ek tray par butter paper rakh kar uspar loi ko halke haathon se phailayein aur belan se kaju katli jitni patli parat bana dein.
  7. Kaju katli ki parat ko tez chaaku ki madad se 30 ghante baad, diamond ke aakaar mein kaat lein.
  8. Taiyaar kaaju katli par aap chahein to chandi ki varak chadha dein.
  9. Ghar par bani swadisth kaaju katli ka anand lein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

code

Rate this recipe: