Lachha paratha Ingredients (Samagri):
- Atta – 1 Cup
- Paani – Aata Gundne ke liye
- Tel /Ghee – 2 chammach (dough ke liye)
- Tel /Ghee – Parantha sekne ke liye
- Namak Swadanusar
Lachedar Paratha Recipe (Laccha paratha banane ki vidhi):
- Lachedar paratha banane ke liye, ek bade bartan me aata, tel aur namak daalein.
- Ab isme halka gunguna paani daal kar iska aata gund lein.
- Tyaar kiye hue aate ke pede bana lein.
- Ab iss taiyar pede ko haathon ki madad se ek roll ka aakaar dete hue ghuma lein.
- Iss tyar roll ka ek kinara padke aur gol ghumaye taaki dubara pedhe ka aakaar ban jayein.
- Tyaar kiye hue pede ko bel lein.
- Tave ko garam kar lein. Ab iss bele hue parathe ko garam tave par rakhein
- Jab parantha adha se pak jayein, to paranthe ko palat dein aur upar se ghee lagayein.
- Isi prakaar pranthe ko dono taraf se ache se sunhera kar lein.
- Aapka lachedaar parota taiyaar hai.
- Chutney ya sabji ke saath Lachha paratha ka anand lein.
Lachedar Paratha Recipe in Hindi
Lacha Paratha Recipe in Hindi - लच्छा पराठा| Laccha Paratha Banane ki Vidhi
Recipe type: Breakfast
Cuisine: Indian
Ingredients
- गेहूं का आटा - 1 कप
- पानी - आटा गूंदने के लिए
- तेल /घी - 2 चम्मच (आटा गूंदने के लिए)
- नमक स्वादानुसार
- तेल /घी (परांठा सेकने के लिए) - ज़रूरत अनुसार
Instructions
- लच्छा परांठा बनाने के लिए, एक बड़े बर्तन मे आटा, तेल और नमक डालें।
- अब इसमे हल्का गुनगुना पानी डाल कर इसका आटा गूंद लें।
- तैयार किए हुए आटे के पेड़े बना लें।
- अब इस तैयार पेड़े को हाथों की मदद से एक रोल का आकार देते हुए घुमा लें।
- इस तैयार रोल का एक किनारा पड़के और गोल घुमाए ताकि दुबारा पेड़े का आकार बन जाए।
- तैयार किए हुए पेड़े को बेल लें।
- तवे को गरम कर लें। अब इस बेले हुए पराठे को गरम तवे पर रखें।
- जब परांठा आधा से पक जाए, तो परांठे को पलट दें और उपर से घी लगाएं।
- इसी प्रकार परांठे को दोनो तरफ से अच्छे से सुनहेरा कर लें।
- आपका लछेदार परांठा तैयार है।
- चटनी या सब्जी के साथ लच्छा परांठे का आनंद लें।
Nutrition Information
Serving size: 1-2
Incoming Search Terms:
- lachha paratha banane ki vidhi
- lachha paratha kaise banate ghar par
- lachha paratha recipe in hindi
- lachha paratha kaise banaye jate hain