Chatpati Amla Namkeen Candy Recipe – नमकीन आंवला कैंडी

Chatpati Amla Namkeen Candy Recipe - नमकीन आंवला कैंडी | Amla Candy in Hindi
 
Author:
Ingredients
  • आंवला – ½ किलो
  • पानी – 1 ग्लास
  • अजवाइन – 1 चम्मच
  • नमक – 1 चम्मच या स्वादानुसार
Instructions
  1. एक कुक्कर में पानी और आँवले को धो कर डालें।
  2. दो सीटी आने पर गैस बंद कर दें।
  3. ठंडा होने पर आँवले को छलनी से छान लें।
  4. अब हाथ से आंवले के पीसेज अलग अलग कर लें।
  5. एक कपड़े पर आँवले के पीसस को सूखने के लिए रख दें।
  6. दूसरे दिन एक बर्तन में आँवला लेकर नमक और अजवाइन डाल कर अच्छे से मिक्स करें और फिर से कपड़े पर सूखने के लिए रख दें।
  7. अच्छे से सूखने पर एयर टाइट कंटेनर में रखें।
  8. त्यार चटपटी आंवला नमकीन कैंडी सर्व करें।

Chatpati Amla Candy in Hindi – घर पर चटपटी आंवला कैंडी kaise banaye:

amla namkeen candy, नमकीन आंवला कैंडी, sour aanwla candy in HindiHow to make Namkeen Aanwla Candy (आंवला कैंडी banane ki vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  1. Ek cooker mein paani aur aanwle ko dho kar daalein.
  2. Do seeti aane par gas band kar dein.
  3. Thanda hone par aanwle ko chalni se chhaan lein.
  4. Ab haath se amle ke pieces alag alag kar lein.
  5. Ek kapde par anwle ke pieces ko sukhne ke liye rakh dein.
  6. Dusre din ek bartan mein aanwla lekar namak aur ajwain daal kar acche se mix karein aur phir se kapde par sukhne ke liye rakh dein.
  7. Acche se sukhne par air tight container mein rakhein.
  8. Tyaar amla namkeen candy serve karein.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

code

Rate this recipe: