Sprout Moong Dal Recipe – स्प्राउट्स मूंग दाल रेसिपी

Sprout Moong Dal Recipe - स्प्राउट्स मूंग दाल रेसिपी | Recipe in Hindi
 
Author:
Ingredients
  • मूँग दाल - 1 कटोरी
Instructions
  1. मूँग दाल को अच्छे से धो लें और एक बर्तन में दाल को 8 से 10 घंटे पानी में भिगो कर रख दें।
  2. भिगोइ हुई दाल का पानी छान लें और दाल को गीले और मोटे कपड़े में बाँध कर खाली कुक्कर में डाल कर ढकान बंद कर दें और किचन के किसी गरम कोने में 10 से 12 घंटे के लिए रख दें।
  3. बीच बीच में चेक कर लें, कपड़ा गीला ही रहना चाहिए।
  4. अंकुरित दाल तैयार होने पर सलाद या चाट बना कर खायें।
  5. बचे हुए स्प्राउट्स को आप एयरटाइट कंटेनर में 2 से 3 दिन फ्रिड्ज में स्टोर कर सकते हैं।

Sprout Moong Dal Recipe in Hindi – स्प्राउट्स मूंग दाल kaise banaye:

How to make Sprout Moong Dal (स्प्राउट्स मूंग दाल Banane ki Vidhi) Step by Step Guide Hindi mein:

  • Moong Dal ko acche se dho lein aur ek bartan mein dal ko 8 se 10 ghante paani mein bhigo kar rakh dein.
  • Bhigoi hui daal ka paani chhaan lein aur daal ko geele aur mote kapde mein baandh kar khaali cooker mein daal kar dhakan band kar dein aur kitchen ke kisi garam kone mein 10 se 12 ghante ke liye rakh dein.
  • Beech beech mein check kar lein kapda geela hi rehna chahiye.
  • Sprouts taiyaar hone par ankurit daal ka salaad ya chaat bana kar khayein.
  • BAcke hue sprouts ko aap airtight container mein 2 se 3 din fridge mein store kar sakte hain.

Read More:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

code

Rate this recipe: